Jo dhokha apne pyar ko dete hai,
Naam late hai har su apne pyar ka,
Aur dil main gageh kisi or ko dete hai,
Khudaya dekh raha hai iss paap ko,
Na jaane fir wo ye sitam kyu karte hai,
Hansi se bitane ki khatir apni jindgi,
Kyo lahu wo kisi begunah ka pite hai,
Laga ke iljaam wo apne sache ishq pe,
Kyo apne pyar ko wo ruswa karte hai,
Khamosh ker ke wo dilbar ki jubaa,
Kyo sapne kisi or ke saath sajate hai,
Katel ker ker ke chad gaye aasma pe,
Wo kyu naam pyar ka badnaam karte hai,
Karna hai jab yahi sab khushi paane ko,
To kyo sir apna kandhe pe rakhte hai,
Dikha ke do ashq jajbaat ke hamesha,
Wo sine ko kyo chalni ker jaate hai,
Khel ke ye khuni khel jajbaato ka,
Kyo log RUB ki jhuti kasme khate hai,
Khudaya maaf na kare kabhi un pyaar walo ko,
Jo pyar main us KHUDA ki jhuti kasme khate hai,
Sare mehfil ker ke ruswa apne dilbar ko,
Jo gairo ke sang khushiya saari manate hai,
Gunah-e-ajeem wo log karte hai,
Jo pyar main us KHUDA ki jhuti kasme khate hai,
Jo pyar main us KHUDA ki jhuti kasme khate hai..........
Baadal
Post a Comment